RAABTA
Kehty hen khuda ney iss jahan mai sabhi k lye
Kisi naa kisi ko ha banaya har kisi key liye
Tera milna hai os Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tery jaisy hi kisi ke liye
Kehty hain Khuda ney is jahan main sabhi key liye
Kisi naa kisi ko hai banaya har kisi key liye
Tera milna hai uss Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tery jaisy hi kisi ke liye
Kuchh to hai tujh sey Raaabta
Kuchh to hai tujh se raabta
Kaisey hum jaanein humein kya pata
Kuchh to hai tujh sey raabta
Too humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeeny ki wajah hi yahi marna isi ke liye
Jeeny ki wajah hi yahi marna isi ke liye
Kehtey hain Khuda ney is jahan main sabhi ke liye
Kisi naa kisi ko hai banaya har kisi key liye
Kisi naa kisi ko hai banaya har kisi key liye
Meharbani jaatey jaatey mujh pey kar gaya
Ghuzarta saa lamha ik daaman bhar gaya
Tera nazara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Ghuzarta saa lamha ik daaman bhar gaya
Tera nazara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon sey tarsey hain jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat main duayain hain usi key liye
Tera milna hai os Rab ka ishara maano
Mujhko banaya terey jaisey hi kisi key liye
Kuchh tuo hai tujh sey raabta
Kuchh tuo hai tujh sey raabta
Kaisey hum jaanain humain kya pata
Kuchh tuo hai tujhse raabta
Too humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeeney ki wajah hi yahi, marna isi ke liye
Kehtey hain Khuda ney iss jahan main sabhi ke liye
Kisi naa kisi ko hai banaya har kisi ke liye
No comments:
Post a Comment