Pal bhar thehar jaao
Dill yeh sambhal jaaye
Kaisy tumhen roka karoon
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon main tum ko bharon
Bin boly baatain tum sey karon
Agar tum saaath ho..
Agar tum saaath ho
Behti rehti..
Naehar nadiya si teri duniya main
Meri duniya hai teri chaahaton main
Main dhal jaati hon, teri aadton main
Agar tum saath ho
Teri nazron main hai tery sapny
Tery sapno main hai naraazi
Mujhe lagta hai k baatein dill ki
Hoti lafzon ki dhokey baazi
Tum saath ho yaa naa ho kya faraq hey
Bydard thi zindagi, bedard hey
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkain jhapakty hi din yeh nikal jaaye
Bethi bethi bhaagi phiron
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharon
Bin boly baatain tumsy karon
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazron main hai tere sapne
Tery sapnon main hai naraazi
Mujhy lagta hai k baatain dill ki
Hoti lafzon ki hen dhoky baazi
Tum saath ho yaa naa ho kya farq hai
Bedard thi zindagi beydard hai
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
**Agar tum saath ho**
Har gham phisal jaaye
**Agar tum saath ho**
Din yeh nikal jaaye
**Agar tum saath ho**
Har gham phisal jaaye
**Agar tum saath ho**
No comments:
Post a Comment