Wednesday, January 29, 2020

Bepanah


"Bepanah"

Abhi abhi bhooly bhi naa thy tumhe
Khayal ban ke phir tum aa gaye
Ehsaas jo thy, dil mein kayi ankahe
Lafzon pe woh phir yon aa gaye
Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye
Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah... bepanah...
Pyar hai tumse
Bepannah... bepanah...
Pyar hai tumse

Tu hi to hai rehbar mera
Ab se khalipan mein bhi tu
Paas mere khada
Tu hai nahi yahaan
Ye na yaqeen huaa
Kaise karoon ye khud sey bayan
Toot ke bikhra pada hoon
Saans lena bhi hai sazaa
Jeeny mein ab kya rakha hai
Mar raha sau dafaa
Kaisi ye saazishein
Roothi hai ranjishein
Leti hai karwatein zindagi
Ab kis mod par aa kar ruka hoon main
Na koi raah hai na pataa...
Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye
Ek jhapki main tery sau khaab aa gaye
Bepannah... bepanaah...
Pyaar hai tumse
Bepannah... bepanaah...
Pyaar hai tumse
Hai alag yeh baat phir bhi
Too mera naa kabhi huaa
Phir bhi maine tujhko apny
Dil mein di hai jagah
Tu mera naa huaa
Ab ye yaqeen huaa
Kya thi meri khata
Too bataa
Jaaun kahaan main ab
Manzil ka na pataa
Thehra hoon iss qadar tujhmein haan
Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye
Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah... bepanah...
Pyaar hai tumse
Bepannah... bepanah...
Pyaar hai tumse

Monday, January 27, 2020

Mai tery ishq mai


Mai tery ishq mai

Mai tery ishq ma mr naa jaon
Tu mujhe aazmany ki koshish na kar
Main tery ishq mein mar na jaaoon kahin
Tu mujhe aazmane ki koshish na kar
Koobsurat hai tu, to hoon main bhi haseen
Mujhse nazrein churany ki koshish na kar
Main tere ishq mein mr naa jaon

Shauk se tu mera imtehan ly
Shauk se tu mera imtehan ly
Tere kadmon pe rakh di hai jaan ly
Bekadar, bekhabar maan ja zid na kar
Tod kar dil mera aye mere humnashin
Is tarah muskurany ki koshish na kar
Koobsurat hai tu, to hoon main bhi haseen
Mujhse nazrein churany ki koshish na kar
Main tere ishq mein mr naa jaon

Pher li kyun nazar mujhse rooth kar
Pher li kyun nazar mujhse rooth kar
Dil ke tukde huye toot toot kar
Kya kaha dilruba tu hai mujhse khafa
Ik bahana hai yeh haqeekat nahin
Yoon bahany banany ki koshish na kar
Koobsurat hai tu, to hoon main bhi haseen
Mujhse nazrein churany ki koshish na kar
Main tere ishq mein mr naa jaon

Kab se baithi hoon main intezar mein
Kab se baithi hoon main intezar mein
Jhootha vaada hi kar koi pyar mein
Kya sitam hai sanam tere sar ki kasam
Yaad chaahy naa kar tu mujhe gham nahin
Haan magar bhool jaany ki koshish na kar
Koobsurat hai tu, to hoon main bhi haseen
Mujhse nazrein churany ki koshish na kar
Main tery ishq mein mar na jaaoon kahin

Tu mujhe aazmany ki koshish naa kar
Main tere ishq mein mar naa jaon

Saturday, January 25, 2020

Atish e ishq

                                                    

                     
                     ATISH-E-ISHQ



                                  Too qareeb itna mujhe sham-o-sahar lagta hai
                                  Dil ki shakhoon ko muhabat ka sammar lagta hai
                                  Dekhi andekhi baharon ka asar lagta hai
                                  Aur kuch khushion kay chhin janay ka dar lagta hai
                                  Tu mila hai to kahoon kesay mila kuch bhi nahi
                                  Aatish-e-Ishq hai aisi kay bacha kuch bhi nahi

                                   Phaly sawan day vich rakheya, Phir rawaa ker chadiya
                                    Inay baray jahan to wichay kaliya sanu kar chadiya

                                   Aur kuch roz bey mausam yeh badal jayega
                                   Tu bhi ajay ga, ye dil bhi sambhal jaye ga
                                    Main nay socha tha magar esa hua kuch bhi nahi
                                   Aatish-e-Ishq hai aisi kay bacha kuch bhi nahi

                                   Das way dholna, Das way dholna, Das way dholna
                                   Bhul gai hay kun jindari hasna bolna

                                   Rang hi rang hai tasveer nahi hai koi
                                   Aur is khuaab ki tabeer nahi hai koi
                                   Jaag na kuch bhi kahi sona mera kuch bhi nahi
                                   Aatish-e-Ishq hai aisi k  bacha kuch bhi nahi

Friday, January 24, 2020

Poverty

          **Gurbat naa dy saki mery                         zmeer ko shikast
              Jhuk kr kisi ameer ko milta
              Nahi hon mai**

POVERY :     (A hidden blessing)
You will be thinking that how it is???
I'll prove it.
             We think that we are poor,we cannot do any thing .
Some one has said:
     "Sweets are the uses of adversity"
It is our reaction to adversity not adversity itself that determine how our life'story will develop.
A misfortune is challeng to us:

It makes us alert and active.It enables us to face our problems boldly and to act nobly.

Some uses of povery: Povery makes us hard working.It drives us to action.It makes us kind.It brings people closer to each other.Wealth does not have this cementry force.Wealth,too much of wealth makes us selfish and sends us away from others.
Most great men in world history were poor by birth.Religious prophets,like Hazrat Muhammad(peace be upon him),Famous writers.,Allama iqbal,Ghalib
Militry leader like Napoleon were not born into rich families.
Povery is realy a blessing if we realy understand this.To be poor is to our benefit,if we change our life with effort,if we learn well and become realy able in life.


But if we lose interest in life(and say itbisvour fate to be poor),we do not make use of  the great chance poverty offers us.
When we rise to great heights from the depth of  poverty we are realy great.When we are rich and achieve some kinds of success we are only ordinary.

Thursday, January 23, 2020

Zroori tha



              Zroori tha

Lafz Kitny Tery Pairon Se Lipty Honge

Tuny Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga

Tuny Jab Phool Kitaabon Se Nikaale Honge

Deny Waala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga


Teri Aankhon Ke Dariya Ka

Utarna Bhi Zaroori Tha

Mohabbat Bhi Zaroori Thi

Bichhadna Bhi Zaroori Tha

Zaroori Tha Ke Hum Dono

Tawafein Aarzoo Karte

Magar Phir Aarzuon Ka

Bikharna Bhi Zaroori Tha

Teri Aankhon Ke Dariya Ka

Utarna Bhi Zaroori Tha


Bataao Yaad Hai Tumko

Woh Jab Dil Ko Churaya Tha

Churaayi Cheez Ko Tumne

Khuda Ka Ghar Banaya Tha

Woh Jab Kehty Thy

Mera Naam Tum Tasbih Mein Padhty Ho

Mohabbat Ki Namaazon Ko

Kaza Karny Sy Darty Ho

Magar Ab Yaad Aata Hai

Woh Baatein Thi Mahez Baatein

Kahin Baaton Hi Baaton Mein

Mukarna Bhi Zaroori Tha

Teri Aankhon Ke Dariya Ka

Utarna Bhi Zaroori Tha


Wahi Hai Sooratein Apni

Wahi Main Hoon Wahi Tum Ho

Magar Khoya Huaa Hoon Main

Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho

Mohabbat Mein Daga Ki Thi

So Kaafir The So Kaafir Hain

Mili Hain Manzilein Phir Bhi

Musaafir Thhe Musaafir Hain

Tere Dil Ky Nikaaly Hum

Kahaan Bhatky, Kahaan Pahunche

Magar Bhatky Toh Yaad Aaya

Bhatakna Bhi Zaroori Tha

Mohabbat Bhi Zaroori Thi

Bichhadna Bhi Zaroori Tha

Zaroori Tha Ke Hum Dono

Tawafein Aarzoo Karte

Magar Phir Aarzuon Ka

Bikharna Bhi Zaroori Tha

Teri Aankhon Ke Dariya Ka

Utarna Bhi Zaroori Tha

Wednesday, January 22, 2020

Tuje kabhi ehsas naa ho


           
             
                 Kitna chaha ha tuje,
                Kitna pooja ha tuje,
                 Khuda karey k tuje,
                  Ye kabhi ehsaas na ho..

             Kin andheron mai
             mery rahbar,
              Ly aye ho muje,
              Meri rah mai koe
               Dhundla sa sitara bhi nhe

             Kayi bar tery shehar ki,
             Sooli pey charha hon
             Iss bahany sy k tera mai
              Nzara kr lon....

Dill bechara


             Dill bechara

Single kunwara hai dill mera
Koi le jaye  Isay kyun
ura ke
Aahiq awara hai munn chala
Rakha tha jo nigahon se bacha k
Dil seedha saadha hai
Mushkil irada hai


Pal ye nirala hai dhadkan
Pe tala hai 
Hai dil bachara
Yaara teray uttay hara
Phiray pichchhy mara mara ve
Machla dobara
Isay taron ka nazara
Lagay rab da isharaaa ve
Aana na ho jis par ye
Us pe hi kyun aajaye sanam
Rokoon isay, jis simt se
Ye phir waheen se khaye sitam
Phans jaye na dobara
Ye mohabbataan da maara way
Hai dill bechara
Yaara teray uttay hara
Phiray pichchhy mara mara ve
Machla dobara
Isay taron ka nazara
Lagay rab da isharaaa ve
Sunna na tum is dill ki
Bekar ye bekhaye sanam
Pehlay dooba jayee hai
Par baad mein pachhtaye sanam
Isay chhod de awaara
Phirnay dy maara maara way
Hai dil bachara
Yaara teray uttay hara
Phiray pichchhy mara mara ve
Machla dobara
Isay taron ka nazara
Lagay rab da isharaaa ve
Hai dil bachara
Yaara teray uttay hara
Phiray pichchhy mara mara ve
Machla dobara
Isay taron ka nazara
Lagay rab da isharaaa ve

Hum sey badal gaya wo nigahen

     

     Humsey badal gaya nigahen

Hamsy badal gaya wo nigahe to kya hua
Zinda hain kitny log mohabbat kiye begair


Pahly karib tha koi ab dooriyan bhi hai
Insan ke nasib me majburiyan bhi hai

Usko taras gayi hain ye bahen to kya hua
Sadma ye jhelna hai shikayat kiye begair

Humse badal gaya wo nigahe to kya hua
Zinda hain kitny log Hamse badal gaya wo nigahe to kya hua

Zinda hain kitne log mohabbat kiye begair
Hamse badal gaya wo nigahen to kya hua


Aye dil gila na kar ke tera pyar chin gaya
Ham jisko chahty thy wo dildar chin gaya
Chahenge phir bhi ham usy
Nafrat kiye begair

Zinda hain kitne log mohabbat kiye begair
Hamsy badal gaya wo nigahen to kya hua

Monday, January 20, 2020

Tum bin

     

     




TUM BIN

Tum Bin Jiya Jaaye Kaise
Kaisy Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Huye Din
Aa Jaao Laut Kar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai
Aa Jaao Laut Kar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai

Phir Shaam-E-Tanhaai Jaagi
Phir Yaad Tum Aa Rahey Ho
Phir Jaan Nikalny Lagi Hai
Phir Mujh Ko Tadpaa Rahey Ho
Phir Mujh Ko Tadpaa Rahey Ho
Is Dil Mein Yaadon Ke Mely Hain
Tum Bin Bahut Hum Akele Hain
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai
Aa Jaao Laut Kar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai

Kya Kya Na Socha Tha Mainy
Kya Kya Na Sapny Sajaaye
Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Is Dil Se Tufaan Guzarty Hain
Tum Bin To Jeete Na Marte Hain
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai
Aa Jaao Laut Kar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai
Tum Bin Jiya Jaaye Kaisy
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lamby Huye Din
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha HaiAa Jaao Laut Kar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai

Marham koe nhe









  MARHAM KOE NAHI
Kesy koi jiye mere rabba
Kesy koi jiye
Itni tu sansay bhi nah thi
Jitny rog diye
Joray maan jo
Toota humdam
Koi nahi
Bannty ghum jo
Asa mohsan koi
Koi nahi
Koi nahi mery maan ka
Mahram koi nahi
Zakham hi zakhum hai saary
Marham koi nahi
Koi nahi mere maan ka
Mahram koi nahi
Zakham hi zakham hai saary
Marham koi nahi

Sunday, January 19, 2020

Mera yar bsa ha in ankhon mai



Mera yaar basa ha


Wo itfaq sey rasty mai mil jaye kahin
Bas isi shoq na hamen avara bna diya


Ansoo nikal k ankh sey aagy chal diya
Gham ki tapish na baat ka lehja bdal diya

Zamana kehta hai bari dilkash hen meri ankhen
Onhen kya maloom mera yar basa ha in mai




Rbba ik vaari yar mila dy



Mza aa jaye



Maza aa jaye

Hasrat-e-didar b kya chez ha

Wo samney ho msalsal dekha b nhe jata


Jab lga tha teer tb itna drd naa hua Sahib!

Drd ka ehsas tb hua jb kmaan dekhi mehboob k hath mai


Bhool jaen gy tuje usi pal

Usi wakt bas too usy mil dy

Jo mj sey zyada
Chahy tjhe

Aadhi rat hai ab wahan
Koe nhe ho ge

Ao sahib
 us ki divaar choom aaty hen


Apny yosuf ko zulekha ki trha b kabhi

Kuch hseenon sey mila do tuo maza aa jaye
  





Saturday, January 18, 2020

Pyar sy dr lgta ha

   
           
             Pyar sy dr lgta ha
             Pyar ha tm sey mgr 
                Pyar sy dr lgta ha
   
                Pyar sy dil ko mili
                Haar sy dr lgta ha

                Be-kaar ki uljan ha
                Be-kaar ki uljan ha

                Naa kary bewafai 
               Koe dil sy kabhi

               Sunne meri duhayi
               Koe dil sy kabhi

          Drd itna diya tuny,
           wrna kahan mangta ha
           Judai koe dill sy kabhi
          Nah kary bewfai
           Koe dill sey kabhi

             Pyar hai tm sey mgar
             Pyar sey dr lgta hai

             Pyar mai dill ko mili
             Haar sey dr lgta ha

         Dil pey gussa kro tuo hy kya faida
         Koe kanoon naa ishq ka qaida

             Pak itna bolye 
             Koe dil sey kabhi
          
            Sunne meri duhayi
             Koe dill sy kabhi

           Drd itna diye tuny,
          wrana kahan mangta hai 
           judai koe dil sy kabhi
            
            Naa kry bewfai
             Koe dill sy kabhi
            
        











Yaad

YAAD


Tum bhool kr bhi yad nhe krty Sahib!

Hum tuo tmhari yad mai sb kuch bhula chukey

Tumhari yad ki khushboo mery daman sey lipti ha

Boht acha lgta ha tuje yad krty rehna




IshQ mamnoon




Yeh Safar Hai Ke Kattaa Nahin..Tanha Tanha Guzarta Nahin,
Ishq -e- Mamnoon Hain Phir Bhi Yeh Dil,
Ishq Karny Se Darta Nahin..In Khayalon Mein Khoya Raho,
Phir Umeedon Se Judta Chaloo.Kaash Is Dil Ki Ikh Na Sunoooo,
Ishq -e- Mamnoon Ishq -e- Mamnoon..

Phool Kaliyon Sa Yeh Mann Khila..,
Tum Se Mil Ke Mein Khud Se Mila,
Yun Lage Ke Naya Hai Safar..Haan Purana Hai Par Silsila,
Mera Armaan Ho Mera Junoon..,
Chal Paroon  Tuo Mein Phir Na Rukoo,
Tere Pehloo Mein Aaye Sukoon,
Ishq -e- Mamnoon Ishq -e- Mamnoon...

Boondh Mein Ek Samandar Sa Hay,
Baadloon Mein Ek Seedhar Sa Hay,
Ishq Bin Maangy Mil Jaye Toooh,
Kahin Roothey Muqaddar Sa Hai,Farz Ko Apne Chup Hi Raho,
Dil Jo Kehta Hai Bus Woh Karo,Ishq Ka Rasta Na Chunoo,
Ishq -e- Mamnoon Ishq -e- Mamnoon..





tuje dekh kar phool bhi sr ko jhukaty hon gey

                 

Moj ko purkhar si rahon pey chlany waly 

         teri rahon mai kayi phool tuo aaty hon gey

Kuch or akarr jaty hen muje dekh kar kanty

        tuje dekh kr phool bhi sar ko jukaty hon gey

Ik masoom sey dil pey hen jo dhaye gaye

         tery wo sitam tuje yad tuo aaty hon gey

Mery sath jo guzry hen wo lamhy tuje

       kayi bar akely mai staty tuo hon gey

Ik bar mil kar muje itna sa bta dey

             door muje kiya meri kin khtaon na tuje

Tuj ko maloom nahi hai khuda sey aksar

manga chhup k hai meri duaon na tuje

Kisi ujrey huey gulshan mai baharon ki trha

meri khamosh muhabat ko sahara dey

Hey kitna teri yadon mai abhi jalna muj ko

mery hmdam muje itna sa ishara dey

Mery betaab sey jazbon ki hqeeqat ban kr

meri banhon mai aa kar smao tuo sahi

Tery anchal ko sja don stary ley kar           shab-e-hijraan ko aa kar sjao tuo sahi

Kin andheron mai mery rahbar ly aye ho moje

meri rahon mai koe dhundla saa sitara bhi nahi

Moat ki goad mai ly jaen gi yaden muj ko

bhool jaon muj ko ye gavara nahi

Kayi baar tery shehar ki sooli pey charha hon

is bahany sey k tera mai nzara kar lon

Kayi baar ye socha hai gham-e-hijar k dar sey

apni nadaan muhabat sey kinara kar lon

 Kabhi hey wasl ki khuahish kabi dard-e-hijar

   aisey halaat mai jtuj ko bhala chahon kab  tak



Friday, January 17, 2020

Ishq ma marjavan


Ishq mai mar javan

Mai dekhon tuje din mai sou martba

Yeh agar ishq hai toh hai be inteha

Too agr maang ly jan dy don abhi

Too agar bol dy khud ko kr don fana

Aa tuj mai khatam kr don ye sansen meri

Ishq mai mrjavan too jo kahy wo kr javan

Yeh raaz ha dil ka mery kron kyon bayan

Mehfooz hai ab ye moj mai sn ly zara

Be khof saa ab too rehna yahan..

Ban k rahon rahon saya tera

Iss ishq mai mr javan
Too jo kahy wo kr javan